Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNaksh Layalpuri
HomeNaksh Layalpuri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya bekhudi mein doob jaane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee meri aankhon mein andhere chhaa gayeee inn andheron ko hatane ke liyeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya kab talak yun dar b dar phirta rahun kab talak yun dar b dar phirta rahun main sukoon e dil ki khatir kya karun aag zakhmon ki bhujhane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya mujhko le doobe naa mere ghum kahin mujhko le doobe naa mere ghum kahin ghut ke reh jaaye naa mera dam kahinnnn apni hasti ko mitane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine
tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari jo tarashi maine khayal mein unhi jannaton ki hai tu pari unhi jannaton ki hai tu pari tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili jahan dhadkanon ko qarar hai ye wo anjuman hai bahaar ki ye wo anjuman hai bahaar ki mere saaz ki tu haseen lay tera jism hai ke hai jaam e may tu kareeb aa tujhe choom loon teri har ada mein hai dilbari teri har ada mein hai dilbari yahi fasle gul yahi shaam ho yahi do dilon ka payaam ho mera haath ho tera jaam ho rahe umr bhar yahi bekhudi rahe umr bhar yahi bekhudi tu hi aaina hai jamaal ka tu hi baankpan hai khayaal ka tu rubaaiyon ki ada kabhi kabhi tu hai jaan e mussabari kabhi tu hai jaan e mussabari aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaaa aaaa aa mere rehnuma hai tera karam mera aasman pe hai har kadam mujhe mil sakega makaam ye mere khwaab mein bhi na tha
hmmmm aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa iss dil ko dard ki wo aag tune di sadiyon se ye chitaa jal kar nahi bujhi jal kar nahi bujhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa aankhon se ashq e ghum sukhe nahi abhi aa jaa ke baant len shikwe gile sabhi shikwe gile sabhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa tere liye mila ye aakhri janam mumkin kahan mile phir iske baad hum phir iske baad hum kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa
tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to aaj ki shaam ka doodhiya anchal hai aaj ki shaam ka doodhiya anchal hai jhoomti hai faza aur hawa paagal hai mastiyon ke rang bikhre hain nigaahon mein tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to tum hanso to mile roshni iss dil ko tum hanso to mile roshni iss dil ko dil mera pyar se choom le manzil ko zindagi ke phool mehke meri raahon mein tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to jahan chale hum jidhar chale hum ye bahar saath aaye tum humsafar bano to
tumhein dekhti hoon to lagta hai aise ke jaise yugon se tumhein jaanti hoon tumhein dekhti hoon to lagta hai aise ke jaise yugon se tumhein jaanti hoon agar tum ho saagar agar tum ho saagar main pyaasi nadi hoon agar tum ho saawan main jalti kali hoon piyaa tum ho saagar mujhe meri neendein mujhe meri neendein mera chain de do mujhe mere sapnon ki ik rain dedo na yahi baat pehle yahi baat pehle bhi tumse kahi thi wohi baat phir aaj dohraa rahi hoon piyaa tum ho saagar tumhein chhoo ke pal mein bane dhool chandan tumhein chhoo ke pal mein bane dhool chandan tumhaari mehak se mehkne lage tann mehkne lage tann mere paas aao mere paas aao gale se lagaao piya aur tumse mein kya chahti hoon tumhein dekhti hoon to lagta hai aise ke jaise yugon se tumhein jaanti hoon agar tum ho saagar hoooooooo muraliyaan samajh kar muraliyaan samajh kar mujhe tum uthalo bas ik baar honthon se apne lagaa lo na ik baar honthon se apne lagaa lo na koi sur to jaage koi sur to jaage meri
tumhen ho na ho mujhko to tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai magar maine ye raaz ab tak na jaana mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai magar maine ye raaz ab tak na jaana ke kyun pyaari lagti hain baatein tumhari main kyun tumse milne ka dhundu bahana kabhi maine chaha tumhen chhoo ke dekhun kabhi maine chaha tumhen paas lana magar phir bhi magar phir bhi iss baat ka to yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai phir bhi jo tum door rehte ho mujhse to rehten hain dil pe udasi ke saaye phir bhi jo tum door rehte ho mujhse to rehten hain dil pe udasi ke saaye koi khaab oonchi makaanon se jhaanke koi khaab baitha
ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao kadmon ko na rokegi zanjeer riwaazon ki hum tod ke niklenge deewar samaajon ki doori pe sahi manzil doori se na ghabraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao main apni baharon ko rangeen bana lunga sau baar tumhen apni palkon pe utha lunga shabnam ki tarah mere gulshan pe bikhar jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao aa jaao ke jeene ke halaat badal daalein hum milke zamaane ke din raat badal daalein tum meri wafaaon ki ik baar kasam khaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao
ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh mausam naya aa gaya le kar fasaane naye mausam naya aa gaya le kar fasaane naye kehti hai ye bekhudi gaa le taraane naye aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha dil ki khushi ke liye duniyaa ko tu bhool jaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana dil ke jahaan ko badal apna muqaddar jagaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh
hmmm hmmm hmmmmmmm ye wohi geet hai jissko maine dhadkan mein basaya hai ye wohi geet hai jissko maine dhadkan mein basaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai maine ye geet jab gungunaya sajj gahi hai khayaalon ki mehfil pyaar ke rang aankhon mein chhaye pyaar ke rang aankhon mein chhaye muskuraayi ujaalon ki mehfil muskuraayi ujaalon ki mehfil ye wo naghma hai jo zindagi mein roshini ban ke aaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai hooo hoooo hoooooo hooo hoooo hoooooo mere dil ne yahi geet gaa kar jab kabhi tujhko aawaaz di hai phool zulfon mein apni sajaa kar phool zulfon mein apni sajaa kar tu mere saamne aa gayi hai tu mere saamne aa gayi hai tujhko aksar meri bekhudi ne seene se lagaaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sharaab Ka Sahaara Dil Ki Rahen (1973) 05:42 12330
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:42   Song Number : 12330   

Tera Ishq Hai Meri Zindagi Dil E Nadaan (1982) 05:52 36306
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:52   Song Number : 36306   

Teri Talaash Mein Teri Talash Mein (1968) 05:25 16330
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Indira
Duration : 05:25   Song Number : 16330   

Tum Humsafar Bano To Ek Nao Do Kinare (1973) 03:33 18509
 
Poster of Ek Nao Do Kinare (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Heena Kausar, Manhar Desai
Duration : 03:33   Song Number : 18509   

Tumhein Dekhti Hoon To Tumhare Liye (1978) 05:51 14362
 
Poster of Tumhare Liye (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vidya Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 05:51   Song Number : 14362   

Tumhen Ho Na Ho Gharaonda (1977) 05:15 21379
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Runa Laila
On Screen Actors- 
Zarina Wahab
Duration : 05:15   Song Number : 21379   

Ulfat Mein Zamaane Ki Call Girl (1974) 04:38 11961
 
Poster of Call Girl (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kesto Mukharji
Duration : 04:38   Song Number : 11961   

Ye Khushi Ka Samaan Diwali Ki Raat (1956) 03:07 15581
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:07   Song Number : 15581   

Ye Wohi Geet Hai Man Jaiye (1972) 03:35 13637
 
Poster of Man Jaiye (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey
Duration : 03:35   Song Number : 13637   
Karaoke Songs of naksh layalpuri, Sad Songs of naksh layalpuri, Love Songs of naksh layalpuri, Dance Songs of naksh layalpuri, Hip-hop songs of naksh layalpuri, Best songs of naksh layalpuri, Super hit songs of naksh layalpuri, hit songs of naksh layalpuri, duet songs of naksh layalpuri, solo songs of naksh layalpuri, old songs of naksh layalpuri, famous songs of naksh layalpuri, Hindi Karaoke Songs of naksh layalpuri, Hindi Sad Songs of naksh layalpuri, Hindi Love Songs of naksh layalpuri, Hindi Dance Songs of naksh layalpuri, Hindi Hip-hop songs of naksh layalpuri, best Hindi songs of naksh layalpuri, super hit Hindi songs of naksh layalpuri, hit Hindi songs of naksh layalpuri, duet Hindi songs of naksh layalpuri, solo Hindi songs of naksh layalpuri, old Hindi songs of naksh layalpuri, famous Hindi songs of naksh layalpuri, Sing Along Songs of naksh layalpuri, Sing Along Sad Songs of naksh layalpuri, Sing Along Love Songs of naksh layalpuri, Sing Along Dance Songs of naksh layalpuri, Sing Along Hip-hop songs of naksh layalpuri, Sing Along Best songs of naksh layalpuri, Sing Along Super hit songs of naksh layalpuri, Sing Along hit songs of naksh layalpuri, Sing Along duet songs of naksh layalpuri, Sing Along solo songs of naksh layalpuri, Sing Along old songs of naksh layalpuri, Sing Along famous songs of naksh layalpuri